Ye shabd jaise mantra hai Bol jaise yantra hai Gaake sunaadu, to in sabka main SAADHU Ye nashe hawa me faela du Saare bhakt bole hawa mein hai jaadu Ye shabd jaise mantra hai Bol jaise yantra hai Gaake sunaadu, to in sabka main SAADHU Ye nashe hawa me faela du Dekh saath waali kanya bekaabu Ye shabd jaise mantra hai Gaane sune meri saari bandiya bhi bhand hai Meri bandiyo ki bandiya bhi bhand hai Saari bandi SAADHU pe hai bole launde galt hai Ab isme kya galt hai? (Galt hai!) Pooja meri pooja kre isme kya galt hai? Mere kamre ki batiyan bhi band hai Subah hone se bhi pehle pooja ka antt hai Chal ye chord meri baat petu dhyaan daal Sangeet me hi bas mera dhyaan gyaan Aur ek meri baat ko tu gaanth baand Gyaan zada tu ch*d nai, gooda hai to gyaan baat Kuki lage yahan pe dand bedh saam daam Maine iske peeche chorda apna saara kaamkaaj Koi jana utha bola mujhe ki tu haar maan Meri budhi jaage bole mujhe iski g*nd maar Dhongi hai Kaun? SAADHU Ye SAADHU dhongi hai Ye SAADHU dhongi hai Dhongi hai, SAADHU Dhongi hai, SAADHU Dhongi hai, SAADHU!!! In dhuno ka hai pooja paath Bas nashe aur gaane na koi dooja saath Bhang kare dhyaan toda dooja daant Tapasya na bhang kare door jaa bhaag Apni khudki ugaayi ka hai phuka maal Saare gam lie andar aur dhua bhaar Malana Falana ya sookha maal Saare kash lie andar aur dhua bhaar Ped ke neeche baetha main yogi hun Bajri jo dhun uss dhun ka main rogi Apni kismat ka main bhogi hun Apne karmo ka main bhogi hun Main ye bhi hun vo bhi hun Jisse tu darta hai banda main vo bhi hun Dekh hawa mein faela hai jaadu Aankhein band haath jod tere saamne hai SAADHU Ye shabd jaise mantra hai Bol jaise yantra hai Gaake sunaadu, to in sabka main SAADHU Ye nashe hawa me faela du Saare bhakt bole hawa mein hai jaadu Ye shabd jaise mantra hai Bol jaise yantra hai Gaake sunaadu, to in sabka main SAADHU Ye nashe hawa me faela du Sab ye dhun suno hojao bekaabu