Toote bartan aur toote Sapnei behte sab roothe Apne aur karzoe mein sab Teire ghar girwi pe par Satte sab Dilli pe hai Jeeta Shahrukh kyun fir yeh Khaata toh tha hi khaali Cirket ni girgit hai yeh Kaise jodu main paise Firse bechu kya ab mein Sadkoe ki dehshat hai yeh Jeeye kya, dal dal hai yeh Karze mein doobu ya fir, maathe pe katta rakhke Khush Reh tu, Roe mat pagle Aansoo kya hai iss jag mein? Jagmag sab jagmag jagmag Jalte halaat hi aag mein Malik ke bande hum sab Par paisa roshni aankh pe Paisa chain ki saans hai Dard ka yeh hi ilaaj hai Phir kyun puju main paththar Sapnei choone ki aans hai Jagmag sab jagmag jagmag Jalte halaat hi aag mein Malik ke bande hum sab Par paisa roshni aankh pe Paisa chain ki saans hai Dard ka yeh hi ilaaj hai Phir kyun puju main paththar Sapnei choone ki aans hai Saanp aur sapere dekho Behte bathere yeh toh Maamu madari yahan pe Bandar sab chelle Aur velle saare yeh khele Jaise galiyo ke mele Inke haath dekho maile Maathe mein kitne jhamele inke Thehloe mein botal sharaab ki Kismat ek rishwat Aam si Yeh hi sadkoe ki shanti Tihar se ghar ki waapsi Agar Malik hota sahi to Kyun nahi Jungle mein shanti? Agar Upar Waala hi sahi toh Galti yeh insaan ki Aam si Thehloe mein botal sharaab ki Kismat ek rishwat Aam si Yeh hi sadkoe ki shanti Tihar se ghar ki waapsi Agar Malik hota sahi to Kyun nahi Jungle mein shanti? Agar Upar Waala hi sahi toh Galti yeh insaan ki Aam si Thehloe mein botal sharaab ki Kismat ek rishwat Aam si Yeh hi sadkoe ki shanti Tihar se ghar ki waapsi Agar Malik hota sahi to Kyun nahi Jungle mein shanti? Agar Upar Waala hi sahi toh Galti yeh insaan ki Aam si Jagmag sab jagmag jagmag Jalte halaat hi aag mein Malik ke bande hum sab Par paisa roshni aankh pe Paisa chain ki saans hai Dard ka yeh hi ilaaj hai Phir kyun puju main paththar Sapnei choone ki aans hai Jagmag sab jagmag jagmag Jalte halaat hi aag mein Malik ke bande hum sab Par paisa roshni aankh pe