Yeh gardaab tha mera mehvar nahi Mere khwaab ka yeh tasawar nahi Iss saraab ka hisaar bas yehi Meri uljhan ka koi aitebaar nahi Koi chhah nahi Koi rahh nahi Sochne ki bhi wajah nahi Jo ho gaya Woh kho gaya Samjhaane ki parwa nahi Maut ke iss raqs mai Kabhi tu jalta raha Zindagi ke aqs mai Kabhi mein bujhta raha Bikhar gaya par rukka nahi Uss tapish se bhi jala nahi Mere raaste mai jo sajaa gaya Unn kankaron ka koi hisaab nahi Koi chhah nahi Koi rahh nahi Sochne ki bhi wajah nahi Jo ho gaya Woh kho gaya Samjhaane ki parwa nahi Maut ke iss raqs mai Kabhi tu jalta raha Zindagi ke aqs mai Kabhi mein bujhta raha Chalo kaheen kho jaate hain Aao uss paar hum jaate hain Na makaan na fikr na jahaan ho Phir koi mera na Imtehaan ho Imtehaan ho Imtehaan ho Imtehaan ho Imtehaan ho Phir koi mera na imtehaan Imtehaan ho Phir koi mera na imtehaan Imtehaan ho Phir koi mera na imtehaan Imtehaan ho Phir koi mera na imtehaan Maut ke iss raqs mai Kabhi tu jalta raha Zindagi ke aqs mai Kabhi mein bujhta raha