Kuchh seene mein pareshani Hasee teri hamesha Chalati thi meri dhadkan ko, Aur jaan mein daalti jaan Tere sur se main juda hoon Nahin to besura hoon Nahin to na hoon zinda Zindagi mujhe deti teri hasee Aur teri har khushi Bas tere hi hasee Ki hai mujhe kami Darmiyaan apne Chup si lagi hai Bhar doon samandar se Banjar jo aa basi hai Mujhko jahaan mein Khud se bhi pyaari Meri bachkaniyon pe Teri khilti hasee hai Kuchh seene mein pareshani Hasee teri hamesha Chalati thi meri dhadkan ko, Aur jaan mein daalti thi jaan Tere sur se main juda hoon Nahin to besura hoon Nahin to na hoon zinda Zindagi mujhe deti teri hasee Aur teri har khushi Bas tere hi hasee Ki hai mujhe kami Meheka de, apni khushi se har pal mera Sooni si zameen mein jaise phool hai khila Barsa de, hasi ab beshumar tu zara Voh kya hai, jo mujh ko lage koi dua Bas teri hi hasee Aur teri har khushi Bas tere hi hasee Ki hai mujhe kami