Kyu Lagti thi aafat is jeevan mai Kyu Hota behaal ab ye mann Kyu Vichitra lage saara ye tan Kyu Sansaar hi lage ab saara berang Manushya ki rachna haan lgti khuda ki Chakr vishaal na raha koi saathi Kyu jeevan ka leta biyaaz Ant mai ho jata kayar swaabav Shuruat mai maane the saare bhram Swaarth mai diye zakham Ab betha toh Tanha bas ghadi ko taaku Toh bas sochu mai apne Guzre karam Paigam ye mera sansaar se Chota hai Harr mod pe dikha bas dhokha Maut se dare sab apni jawaani mai Jeena maine sikha Antim kahaani pe Kaabu kar Pau jeevan ki kamaan Cheeze Adhuri naa paya vo sthyaan Leta hu bistar pe apne bas yuhi Naa yaad kya din kab dhali hai Shaam Kyu Lagti thi aafat is jeevan mai Kyu Hota behaal ab ye mann Kyu Vichitra lage saara ye tan Kyu Sansaar hi lage ab muje berang Kuch pal ki saasein muje udhaar do Jahanum mai karz tum mera utaar lo Baatein jo sunne ko na koi khada hai Meri kahaani iss khat se tum jaan lo Khush na kabhi insaan haan rahega Paise aur pyaar se thokar vo sahega Bezaari bas mili Samaaj se Maarne ke wakt bhi na khushi sansaar Paapon ki hawa na le paarha saans Jeevan ki gardish horahi smapt Kaash mai de paata sabko jawaab Jo milne waala muje maarne ke baad Sawaalom se bhara mera man Chordne waali rooh ye Tann Kyu taale hum jeevan ki khushiyan Har roz ab ahem Samay mere haath band Aakhir aaya tu mere pass Mil jaenge saare jawaab Jo jaana Tune ab ye paath Kyu Janne mai lage tuje kayi saal Maine jeevan diya Tuje haan jeene ko Tune diya swaarth ka bojh apne seeneko Qurbat mai bhi rehke karmo ka baandh Ant mai likha haan tune ab ye Paigam Tum aaye idhar ye meri hai dharti Kyu Tune Dharam ki Lakeer jad di Jaana tum sab ne haan ek hi jagah phir Ye hai zanjeerrrr chitaah aur kabar ki Naa padta farak ab Tumhare vishwaas se Taras aata dekhta mai dharti ki raah pe Nazar jaati meri paapooon ki dewar pe Aaoge sab idhar ek duje ko maarke Chand sitaaro ko maine banaya Taaki dikhe tuje andheere mai maaya Samay ke saath badli maaya ki bhookh Ujala jeevan mai tu naa laa paya Asuron dekhi badhti abaadi Phir unko bhi maine dharti ki raah di Bhomi pe aake Sabne kiya vinaash Phir unka naam rakha haan maine insaan