Baagh Ko Janam Dene Vaalaa Baghban Parivaar Ko Janam Dene Vaalaa Pitaa Donon Hi Apne Khoon Paseene Se Apne Podhon Ko Sinchte Hain Na Sirf Apne Ped Se Uske Saaye Se Bhi Pyaar Karte Hain Kyun Ki Use Ummeed Hai Ek Roz Jab Vo Zindagi Se Thak Jaayegaa Yahi Saayaa Uske Kaam Aayegaa Dharti Tarse Ambar Barse Rut Aaye Rut Jaaye Haaye Har Mausam Ki Khushboo Chunke Baghban Baagh Sajaaye (Baaghon Ke Har Phool Ko Apna Samjhe Baghban …(2) Har Gadi Kare Rakhvaali, Patti Patti, Daali Daali Sinche Baghban)…(2) Baghban Rab Hai Baghban …(4) Madhuban Ki Bahaar Le Aaye Mausam Reete Reete Haay Mausam Reete Reete Janamo Janam Ki Trishnaa Bujh Gayee Birhaa Ke Kshan Beete Haay Birhaa Ke Kshan Beete Phir Se Sajaaye Bhikhre Apne Sapne Baghban …(2) Baghban Rab Hai Baghban…(4) Ungali Thaamke Jin Birhan Ko Hamne Dikhaayee Raah Maat Pitaa Ki Unke Man Mein Tanik Nahin Parvaah (Ansuan Bhar Nainon Se Inko Dekhe Baghban)…(2) Baghban Rab Hai Baghban…(4) Kisne Dukh Ki Agni Daali Banjar Ho Gaye Khet Hari Bhari Jeevan Bagiyaa Se Udne Lagi Hai Ret Kyaa Boyaa Thaa Aur Kyaa Kaataa Soche Baghban …(2) Baghban Rab Hai Baghban…(4) Yahi Sochke Saansein Likh Dee In Phulan Ke Naam Inki Chhaniyaa Chhaniyaa Beete Umr Ki Dhalti Shaam Gunche Hardam Hi Muskaayen Chaahe Baghban …(2) Har Gadi Kare Rakhvaali Patti Patti Daali Daal Sinche Baghban Baghban Rab Hai Baghban…(2) Baghban Rab Hai Rab Hai Rab Hai Rab Hai Rab Hai Baghban Vo Sooraj Hai Laayee Jisne Dhoop Aangan Aangan Mein Kyun Hai Akelepan Kaa Andheraa Aaj Usi Ke Daaman Mein Kyaa Chaahaa Thaa Aur Kyaa Paayaa Soche Baghban…(2) Baghban Rab Hai Baghban …(4) Baghban Baghban