Makhmali yeh badan ki nazakaten haseen Chura na le mere dil ka chain yeh kahin Jis ne bhi banaya hai tujhko woh kamaal hai Aur us kamaal pe tu bemisaal hai Hai akeli raat gumsum aur chat ke neeche hum tum Aankhon mein tere kaisa khumaar ho na jaaye kuch khata dekho yaar Bekaraar na dikha deewangi Makhmali yeh badan ki nazakaten haseen Mast mast ho raha hai yeh raat ka safar Dil mein hulchale uthaye teri nazar Gulabi gulabi tere armaan jo hai deewane Tujhe chhod denge yuhi tere haal per Bolona aisa oh aye jaane jaan ek baar mujhko to aazma Baatein yeh teri baatein bekaar chaahe karle tu koshish hazar Aayenge na baat mein yeh karle yakin Haay makhmali yeh badan ki nazakaten haseen Tanhaiyon mein tanha milen hain jo is tarah Socho na aisa paisa kya faayda Teri har ada ki shokiyan bhi kya kahe Hum to kya farishte bhi na hosh mein rahen Na re na hosh tu na gawa kar le sabar kuch to zara Haan milta nahin hai dil ko karar re kab tak karoon main haye intezar Ho mere de dil se ki dil se milawatein yahin Harkatein yeh dikhao jaake aur kahin Jis ne bhi banaya hai tujhko woh kamaal hai Aur us kamaal pe tu bemisaal hai Hai akeli raat gumsum aur chat ke neeche hum tum Aankhon mein tere kaisa khumaar ho na jaaye kuch khata dekho yaar