Na tera khuda koi aur hai Na mera khuda koi aur hai Yeh jo rastay hain juda juda Yeh mamla koi aur hain Kyon naheen dekhta is jahan main her shay la mehdood hai Jub uthi nigha tu jhuk gayee yeh mamla kuch aur hai Allah Allah Allah Yeh pahar darakht aur qainat sub jhukay howay hain sajood main Na tu bub saka na bana saka woh na phir bhi tujh say juda howa Yeh sub ussi k hain faislay tu jan kar bhi anjan hai Na tera khuda koi aur hai Na mera khuda koi aur hai Yeh jo rastay hain juda juda Yeh mamla koi aur hain Kyon shirk main hai tu phasa howa kyon noor say tu door hai Allah ALlah ALlah Kyon shirk main hai tu phasa howa kyon noor say tu door hai Kyon ghoomta hai yahan wahan naheen ila koi aur hai Na tera khuda koi aur hai Na mera khuda koi aur hai Yeh jo rastay hain juda juda Yeh mamla koi aur hain Jisay dhonta hai yahan wahan dil main tere majood hai Allah Allah Allah Jisay dhonta hai yahan wahan dil main tere majood hai Jisay mil gaya aik bar woh usi dil main asar-e-sajood hai Na tera khuda koi aur hai Na mera khuda koi aur hai Yeh jo rastay hain juda juda Yeh mamla koi aur hain Jo parha diya insaan ko Rehman hai Raheem hai Allah ALLAh Allah Jo parha diya insaan ko Rehman hai Raheen hai Jub pass thee tu kitab thee parha diya tu Quran hai Na tera khuda koi aur hai Na mera khuda koi aur hai Yeh jo rastay hain juda juda Yeh mamla koi aur hain Phir ibadatoon k hain silsilay phir qurbatoon k door hian ALlah Allah ALlah Phir ibadatoon k hain silsilay phir qurbatoon k door hian Jo na jhuk saka na pa saka yehi silsila her door hai Na tera khuda koi aur hai Na mera khuda koi aur hai Yeh jo rastay hain juda juda Yeh mamla koi aur hain Tu kyon poojta hia insaan ko ALlah he tu mabood hai ALlah ALlah ALlah Tu kyon poojta hia insaan ko Allah he tu mabood hai Phir kyon hai tu gharoor main jo na jhuk saka woh firoon hia Na tera khuda koi aur hai Na mera khuda koi aur hai Yeh jo rastay hain juda juda Yeh mamla koi aur hain Ek bar phir tu sochlay Ek bar phir tu soochlay WOhi rab-e-arshe kareem hai ALlah Allah ALlah Ek bar tu phri soochlay Wohi rab-e-arshe kareem hai JO na juhk saka woh mit gaya yehi silsila her door hai Na tera khuda koi aur hai Na mera khuda koi aur hai Yeh jo rastay hain juda juda Yeh mamla koi aur hain Ya rab mujhay tu bakhsh day Ya rab mujhay tu bakhsh day Ya rab mujhay tu bakhsh day Ya rab mujhay tu bakhsh day Banda tu gunahgar hai Allah Allah Allah Is aass per para hoon main sajday mian rab-e-kareem k Jo main gir gaya tha mukam say tu tu rab-e-ali mukam hai Allah Allah Allah