Teri ye aankhein meri aankhon se kuch Kehna chahti hai Teri ye zulfein mere chehre par Fir se aana chahti hai Tere pyaar ne mujhko aesa pagal bana diya De dunga main apni jaan Tune dhoka de diya na-2 Mera dil tune tod diya Dhoka de diya na Kyo na tujhe kuch hoga Agar dekhe mujhe aese Ye nahi hai rona Par siwa tujhse Itna kamzor kyo Jab tere bina Mere aasun ki bundo me dikhta hai tera chehra Dil ke tukdo me chhupa hai tera chehra Tu chali gayi hai meri saanson se Teri ye aankhein meri aankhon se kuch kehna chahti hai Tune dhoka de diya na (de diya naa) Tune dhoka de diya na Mera dil tune tod diya Dhoka de diya na (Tuning) Ye pyaar kesa Mujhe mene bhi na dena Ye pyaar kesa Mujhe kheench lata tere paas Voooooooo Tere paas Voooooooo Tere paas Mere aasun ki bundo me dikhta hai tera chehra Dil ke tukdo me chhupa hai tera chehra Tera chehra na to mujhko raato se bacha pata Tera chehra hai jawab Vahi raato mein satata Saamne hi thi tu Par main kuch na keh saka Nafrat to hai door Main tujhe rok bhi na saka Kab samjhegi tu Mera pyaar tha sacha Kab samjhegi tu Mera pyaar hai sacha