Jaane kyu Mujhko aata nazar Manzile Guzarti raat bhar Jaane kyu Mujhko aata nazar Manzile guzarti raat bhar Behosh Mann mera Hosh me leta na ye maza Behosh Mann mera Hosh me Jana kaha? Sheher sheher Ghuma main Aisi Raaton me Waqt phisal raha hain Mere haathon se Neend khulti hai papa ki laaton se Log kyu chubhtein hain mujhko kaato se Problems ye life ki Sabko satati hain Sona chahu chain se Par neend kaha aati hain Mujhko na jaane kyu Ye lagta adhoora sa Khali mera kissa kyu Dikhta hai pura sa? Life ke adhure se ye Sapne hain mere Sachha hai Irada par Rahe tedhe medhe Tedhe medhe raaston se Chalna jo sikha maine Khud ke hi dar se bas Ladna jo sikha maine Jee raha hai tu bas Life ye teri Din ke ujaale me reheti andheri kyu hai Success ke liye struggle karte hain log Tu bhage aage aage piche Teri ye leri Yaha sab kehete hogi zindagi kharab Music me kamaane ka na dikhta hisaab Mehenat karke phir aage badhte hai log Is duniya me hoga bas apna hi raaj Tu sabr toh kar Bas ye raat gayi Hogi nayi subah aur baat nayi Thoda sambhal ke chal yaha jalte hain log Tumse jalne wale log bas milenge yahi Behosh Mann mera Hosh me leta na ye maza Behosh Mann mera Hosh me Jaana kaha?