Ek taraf hai dikhta sooraj chamakte Ek taraf hai dikhta chaand sambhalte Jab bhi dekhu unhe mai yun rehta sambhal ke Naa asharfi naa chillar baraste Jeb khaali na baaton me ad ke Aisa hota hai kya tere bhi saath? Uski baatein yaad aati hai Sard raaton me garmi si laati hai Aisa hota hai kya tere bhi saath? Dil ye jaane kyu Ab yun fisalta hai Kyu girte padte firse sambhalta hai Roya karta tha mai choti baaton pe Ab dekh ke kisi ko na pighalta hai Ye dil me basi hai kayi kamiyaan Naa maanta hai kisso me naa loriyaan Ab thirak thirak ke sooraj chamakta Naa he koi dar se chaand sambhalta Ab hawaayein kahe tu uddja unchalke Ek taraf hai dikhta sooraj chamakte Ek taraf hai dikhta chaand sambhalte Jab bhi dekhu unhe mai yun rehta sambhal ke