Pyaar aur maut mein zara bhi farak na dikhta in ankhon ko aaj bhi Parchai vo dhundti apna hi ansh par kisi mein mile na saadgi Ho maut naseeb, ye kauf kareeb har dard mein teri hi chaap thi Roshni bhare iss sheher mein humein toh lagte bas dard hi afreen Akela mein baitha toh dhundta subah se shaam ye rakh se raaz ko Badalne ki chahat na kisimein sabki soch mein saaf samaj ho Aaine toot ke dikhte hai bhot se main ab sach toh jaan lo Warna milte ye jhoot ke saaye mein toh dikhti bas doori ke sath vo Samadar hai gehra hai soch ka, doobta ussi rooz haan Urooj ye dil mein main khojta, umeeden main roz batorta Insaan ye jaante sabki hai ki unhi mein basti hai unki kathorta Mere bhitar basta mera astitva vohi main chahta hun khojna Raaten ab mushkil se kat ti aur din mein hai darr zawal ka Dekhe jawab bhi itne ki, jawabon mein dikhte sawal haan Aas badalne ki mujhi mein, aur hai soch badalne ki kaamna Jab ankhon se ankhon milayi toh main hi khudi ke sath na