Yeah Veer 301 GANG ENUF Lessgo Shaam thi akeli saath bas chand tha Farsh pe bikharna jaam ka toh aam tha Intehaan tha na pata anjaam ka Ilzaam leke chaati pe bana mein nigehbaan sa Ni zubaan ka ye dard mere dil ka Khilta vaadiyo mein baagh mein ni milta Gaane dhyaan kheechein puri mehfil ka Karo shok par karna ni ninda Hai chuninda woh jo sach mein pehchaane Mehez zinda hu ye rab bhi toh jaane Laga chand bhi ye geet gungunaane Maano bheja badalo ko mere ashq hi chupaane Yeah, hum bas the diwaane Haske dikhaane lage gum ko chupaane Saste zamaane ki rakam ko chukaane Ban gaye sitaare sabke bhrum ko mitaane Kisi ki baaton pe lagata na mein dhyaan aye Dikhi jagah pe sazishein sabhi ke aankh mein Faking their energy, aise kaise insaan hai Takin' vacations abhi se mein jaata chand pe Waise akele kabhi se ghisa mein kaam pe Kaise bolu kisi ko kisi pe vishwas nai Paise aise kisi jagah kabhi na dalte Khud hi ke sapno pe zindagi lagate hum Waise toh pehle se bani thi market Pehchante sab Kisi bhi tarah ki milengi mushkilein Sambhal ke chalenge Waise bhi kisi ki sympathy ki Lagi na aaj garaz hai Milenge zindagi mein sab tarah Ke log alag hai Bane the mere bhi enemies Kisi ko diya na energy Inhe fukata mein cannabis Failegi positive energy Sunenge jab bhi ye melody Lage zamaane ko therapy Marega tabhi toh bury me Chalegi toh bhi ye legacy