Mai bhale baatein karu 4 guna kamm Par dil mei mere chhupi baatein 4 guna zyada Mai bhale likhu unse 4 guna kamm Jo likhu, unse behtar likhu 4 guna zyaada Meri, fati si jeb mei, gandhi thoda kamm Unke, dilo mei mere liye pyaar thoda zyada Chaahe, namazein padhu unse 4 guna kamm Mujme samaaya allah mujhse 4 guna zyada Jismon ka khel mujhe bhaata nahi Jismon se khelna bhi mujhe aata nahi Maine dhokhe diye hain unse 4 guna kamm Apna dil hai tudwaya unse 4 guna zyada Kyun mere saath khadne vale bas 4 Kyun mere saath ladne vaale 4 guna zyada Kyun mujhe call karne vaale bas 4 Kyun phone mei hai log, 1000 guna zyaada 4 guna zyada matlab meri baaton ka Hai 4 guna zyada mujhse matlabi yeh log saale 4 din yeh nibhaate baawe yaariyaan Aur 4 din baad baawe kon the yeh log saale Achhe the Rishte humaare kacche the Bhagat bhi bole bacche yeh Bawa bacche yeh, we don't play with them Maine, logon pe bharosa karke 4 guna zyada gunah kiya hai Nafrat faile 4 guna zyada Aur pyaar failaana yaha pe sazaa hai Paison ka moh inhe 4 guna zyada Paison se hote hain jismon ke saude Paison ke liye sab jaan lelenge Chaahe paison se pariwaar bhi kho dein Maa baap ke saath meri photoein 4 Saanpon ke sath pose kiye 4 hazaar se bhi zyaada Kuch, 8 se 10,000 chehre inke Thakk gaya mai ginke, bazaar se bhi zyaada Variety inki, society jinki Badnamiyo se bhari hui, vibe hai kinky Hai baap ka paisa, dimaag hai kaisa Sapnon mei bhi Pubg, inko bhejo Pochinki Asal zindagi mei 4-5 log Par online circle 1000 guna zyada Sahi mei izzat karne vale kyun hain 4 guna kamm Par muh pe randi bolne vaale 4 guna zyada Devi ki pooja karne vaale 4 guna kamm Devi aur pooja ko raste pe chhedein 4 guna zyaada Samajhdaar hain jaanwar, so fck humanity I believe animality, ab se 4 guna zyada 4 guna zyada fake depression Hai 4 guna zyada fake feminists bhare pade Inki rooh hai fake Sarkaar ne jaise jhoothe vaade apni list mei bhare pade 4 guna zyada facts iss gaane mei 4 guna kamm share hoga yeh zamaane mei Hai jo pehle se famous, unhi ki tum chaato Khair, maine bhi abb kya lena iss zamaane se Maine, logon pe bharosa karke 4 guna zyada gunah kiya hai Nafrat faile 4 guna zyada Aur pyaar failaana yaha pe sazaa hai Paison ka moh inhe 4 guna zyada Paison se hote hain jismon ke saude Paison ke liye sab jaan lelenge Chaahe paison se pariwaar bhi kho dein