(Hook) Main Aaya Uss Mod Pe Zimedaari Aayi Sab Chordke Aagaya Main Manzil Tak Daud ke Tu Pehle Jaisa Nahi Hai Sab Bolte (First Verse) Kitni saari baatein ghumme mere sir pe Ghar pe Baithe nahi Ghar k lauthe ladke Jab dekha maa ko sunte taane mere liye Haa usidin se Hai Thana k dikhana kuch hai karke Jaisa pehle tha main Waisa hi hu aaj Main hu ek kitaab jisme chuppe kaafi Raaz Khudhka dard khudhko hota hai ehsaas Tune dekhenge honge dost Lekin Maine saanp Benaqab dekhe maine boht two face hai Kaafi baar Milke aaya hu Main Dhoke se Bharosa khudhse zyada main karta mere rab pe toh Insaano pe bharosa Batao karu kaise Sapne bade tabhi karta daily grind Maafi chahata dosto se de nahi Pata timeHo Relate bhale ho na paaye rhyme Main likhta mere Dil se toh pressure nahi leta mind (Second verse) Area me sabhi udhate the mazak mera bole Kya Tu kamaega aise gaake Jinki nazro Me lagta tha main vella pehle Ab mujhe dekhne ko Tarse unki Aankhe Music k Hawale kardi puri jaan ye Kisi dusre pe hasna boht asaan hai Mai hu Sitara Meri yaari ab hai Chand se Dekhna hai mujhe toh ab upar dekh aasmaan pe Itna Zyada main majboor hua Kyu? Mere apno se main dur hua Kyu? Jeena chahata ab main wahi purani life Kabhi kabhi sochu k mashoor hua Kyu Tumko h lagta k ab sab mere pass hai Mujhe bhi mere jaise kisi talash hai Boht kam hota Ghar pe ab Jana Kitne saal hogye baap se nhi kiya Thik se baat main