Aaj Phir aaya Hu mai yahan Socha milunga Jinki panah Jinki panah mai khela Jin yaaro sang mai roya Uska wo ghar bhi hai waha Par wo na jaane hai kahan Aaj Phir aaya Hu mai yahan Shaayad wo bhi meri tarah lapata Meri tarah laapata Wo jaane hai, hai kahan Dhunde usko dil ye mera Par wo na jaane hai kahan Aaj Phir aaya Hu mai yahan Shaayad wo bhi meri tarah lapata Haa, Shayad