Kisi Roz, kisi mod pe milenge fir kabhi Kisi Roz, kisi mod pe milenge fir kabhi Hongi mulakatein firse tumpe likhenge fir tabhi Kisi Roz ham ... Kisi mod pe Aaj fir ek dafa anjaan hogye Aaj fir ek dafa bezaar hogye Khabon ke phul boye the, jo milke Saath mein, fir kambakht... bejaan hogye Hai bharipan dil pe, khalipan rooh mein Woh sans leti shayari uspe Kya hi likhun main Namurad si likhawat usko jaunsa dikhun main Uske yaar beshumar na jaane kaun sa dikhun main Wo kehti mujhse aise jana dillagi na sikho Jana hai kya door jo mere itne qarib ho Chehre se hansi ho kya kisi ke raqib ho Tumhe hua sachme ishq ya mere jism ke mureed ho Ab yaadien tasavur si Sitamgar si bey qadri Ham nagme to gaate hai Mehzabin ham hai yahi tum bhi abhi yahin ho Gale mile halatni baatein akhri ho Hai ye mumkin to lag jana lag ja gale O Mehzabin Dekho na ab janam hogue hai kya ham Badal gaye jaam ye badal gaye haan ham Paas koi Khushi na aisa hai ke hai gham Dil mein jalan hai ke khush kyun hai alam Or jalan in lamhon se the jab bhi saath ham Or leke jalenge han shayad ye daag ham Kya karein Ashiq jo thehre Kisi Roz, kisi mod pe milenge fir kabhi Kisi Roz, kisi mod pe milenge fir kabhi Hongi mulakatein firse tumpe likhenge fir tabhi Kisi Roz ham ... Kisi mod pe