Aaj ke baad Na hogi uski baat Aaj ke baad na hogi mulaqaat Ek ajnabee jo ban gayi thi khaas meri Kaun thi woh nhi chiye uska sath Aaj ke baad Na hogi uski baat Aaj ke baad na hogi mulaqaat Ek ajnabee jo ban gayi thi khaas meri Kaun thi woh nhi chiye uska sath Faaslon mai rehti thi nazdikiyon ki aas Woh nahi thi tabh bhi meri chal rhi thi saas Bhujti hi nahi thi usko dekhne ki pyas Jismon ki nhi thi hmko pyar ki taalash Mai toh pyar mein anjaan tha Uske liye sab aasan tha Mai toh pyar mein anjaan tha Uske liye sab aasan tha Nhi chiye uska saath aise ho gye halaat Ab dinn beetein sokar maikhane jake raat Aj ke baad na hogi uski baat Aj ke baad na hogi mulaqaat Rukhti nahi zindagi kisi ke bhi liye Jeena hai seekh liya dard seenein liye Socha tha ke manzilon ko raah woh dilkhaega Pta nahi tha aason deke poochne na ayega Yeh duniya ka riwaaz hai jo aya tha wo jayega Pyar jitna paya utna dard bhi toh ayega Wada kr ab na ayega Aake phir se na satayega Waada kar ab na ayega Aake phir se na sataega Kosta hu sochta hu hoti hi na baat Na hoti mulaqaat na rote sari raat Aaj ke baad na hogi uski baat Aaj ke baad na hogi mulaqaat Ek ajnabi jo ban gyi thi khas meri Kaun th woh nahi chiye uska sath