Dhua dhua hai har jagah Najaane mai ab hoon kahaan Kisko dikhana hai Kisko jatana hai Dum mera ghut ta hai Khul ke na jee sakta Kyu? Ye chehre kai hai Par baate wahi hai Ye pehle jaisi barsaate nahi hai Ye kyun? Nahi hai sukoon Nahi hai sukoon Nahi hai sukoon Nahi hai sukoon Na kisi kinare Na kisi sahare Khud ko hain saware hum Na kisi se jeete Na kisi se haare Phir bhi kaisa hai ye gum Sang mei na koi Akela khada hoon Hai paya jo khud ko Toh sabse lada hoon Mai kyuu Chalti hawao sa behne laga hoon Ab andhi se toofan mein dhalne laga hoon Mai yuun Ye kaisa junoon Ye kaisa junoon Nahi hai sukoon Nahi hai sukoon Sitaaron sa banne ki zidd pe ada hoon Mai gehre samundar mei moti pada hoon Aur kisko batana mai kitna bada hoon Tab mai kaha tha,ab mai kaha hoon Is gardish mein aisi mai aage badha hoon Ab khud se hi khud ka mai khud mein Jahaan hoon Yahi hai sukoon Yahin hai sukoon Yahi hai sukoon Yahin hai sukoon