Kishore Kumar Hits

Ali Mustafa - Na Aoun Ga текст песни

Исполнитель: Ali Mustafa

альбом: Na Aoun Ga


Ye ansu jo ruktay he na thay
Ye zindgi ka hasil he rahay
Aisa bhi to na ho payaga
Chor do gay mujhay kya
Meri awazain sataingi par
Mai na aunga
Aunga
Mai
Na Aunga
Aunga
Mai
Na Aunga
Wo zakhm jo
Dhultay he na thay
Wo raaz jo khultay he na thay
Khulay khuch aisay maine jana
Wo ik khwab tha
Meri chahat na teri chahat
Bas ik jaal tha
Jaal tha
Wo
Khwab tha
Jaal tha
Wo
Khwab tha

Поcмотреть все песни артиста

Другие альбомы исполнителя

Похожие исполнители