Hai ni waqt ab uske paas Mai text karu lekin nahi jawab Han janaab mai kya karu? Kya koi ilaaj nahi hai bacha? Ay khuda mujhe le bacha Un papo ki naa de saza Uske paas nhi wakt bacha Ab rehti wo mujhse khafa Hai ni waqt ab uske paas Mai text karu lekin nahi jawab Han janaab mai kya karu? Kya koi ilaaj nahi hai bacha? Ay khuda mujhe le bacha Un papo ki naa de saza Uske paas nhi wakt bacha Ab rehti wo mujhse khafa Chali gayi ty and thats so rude Mai to akela hu saath ni tu Tujhe wapas mai laane ki koshish karu Par tu aati hi ni bata kya ab karu? Waqt kaafi rehta keemti Use mat zaaya karo dc pe Log hojate hai bore jab Toh mujhe dedete hain T.C Hard drive khazana Sab asli, ni fasaana Door closed hava na Mai played hu kaafi - havana Mujhse rhymes lelo mai hu rekhta Kam bolu par hu sab dekhta Hip hop me bachi ni ekta Pura hip hop ek samay pe ek tha Forever matlab hamesha Ye mu pe mere laafa hai Feels like im udbhav Doori aajkal kaafizyada hai Dukh dard aur peedha milke Sab ek hee saath aaye Sone ke liye jaise hee blanket daalu Teri yaad aajaye Pareshan ho gayi mujhse aur mai obsessed hua tujhse Khaali bas baatein kar na naraz ho mujhse Par tu ab toh ho chuki hai aati nahi waapas ab Chaar din bhi lage tere bina mujhe kaafi waqt Hai ni waqt ab uske paas Mai text karu lekin nahi jawab Han janaab mai kya karu? Kya koi ilaaj nahi hai bacha? Ay khuda mujhe le bacha Un papo ki naa de saza Uske paas nhi wakt bacha Ab rehti wo mujhse khafa Hai ni waqt ab uske paas Mai text karu lekin nahi jawab Han janaab mai kya karu? Kya koi ilaaj nahi hai bacha? Ay khuda mujhe le bacha Un papo ki naa de saza Uske paas nhi wakt bacha Ab rehti wo mujhse khafa