Tere honthon ko lafzon se chukar mai baatein batadun Zubaan ko zubaan se palat kar mai bhot si baatein banadun In shabdon ko kar mehsoos teri meri qurbat badadun Teri meri qurbat badadun Tere honthon ko lafzon se chukar mai baatein batadun Zubaan ko zubaan se palat kar mai bhot si baatein banadun In shabdon ko kar mehsoos teri meri qurbat badadun Teri meri qurbat badadun Andheri un raaton me tera tha haath Tu pooche kya chaiye mai bolun tera sath Meri iqraar ko rakhna asraar Lafzon ki dhaar ne thoda tujhe thoda mujhe vo bhi har bar Yeh dard karta hai tujhko aur mujhko bhot door Par kaise ho door jab ek doosre keliye dil ke hum noor Teri hi aakhon ki karta yeh dil justuju Ab rooh bhi nahi karti hai zara si chu Tu chaiye mujhko bas poori ki poori ab in shabdon kar mehsoos Duniya ke saayein se doori hai poori ab dilon me rahe mehfooz Kya alfaaz kya shabad Kya dua kya praathna Kya rooh kya aatma Kaun hai khuda kaun hai bhagwan Mere lite sirf tu zaroori hai, aur tere liye zaroori hai Is baat ko jaanna Tere honthon ko lafzon se chukar mai baatein batadun Zubaan ko zubaan se palat kar mai bhot si baatein banadun In shabdon ko kar mehsoos teri meri qurbat badadun Teri meri qurbat badadun Tere honthon ko lafzon se chukar mai baatein batadun Zubaan ko zubaan se palat kar mai bhot si baatein banadun In shabdon ko kar mehsoos teri meri qurbat badadun Teri meri qurbat badadun