Shaamein dhal gayi Ye raatein ban gayi Kab subah Pata hi na chala Khwahishon me meri Hai tera chehra Ab meri ye vajah Pata hi na chala Badl-na chahta Par chaha-na nah Hota kafi Chahey phir tum Chaho logon ko Ya chaho khwaabon ko Ya tooti un muraadon ko Ya phir un adhoore kuch Jawaabon ko Bandhe hue dhaagon ko Behete hum dariyan me Beheti phir sadiyaan yeh Khamhoshi me khoshish hain Madhoshi me tu hi hai Madhoshi me tu hi hai Nazre milla toh sahi Tu hai toh sab hai sahi Tu hoti door dil mera Kheta kuch toh kammi Shaamein dhal gayi Ye raatein ban gayi Kab subah Pata hi na chala Khwahishon me meri Hai tera chehra Ab meri ye vajah Pata hi na chala Vo aakhon se aakhein milake Nhi khepaati baatein Par un aakhon se Batati kitni baatein Teejori me rakhun mei Uske anhahe vo lafzon ko Meetati mere sare ankahe karzon ko Lagta beetaye kitne aarze hain sath Pal se hain sath Kal se hain sath Par hum mille pheli bar Mere dil ki sadak pe Hum millein kitni bar?