Mustafa - Paapi - текст песни и слова, похожие исполнители
Kaafila Saara Ye Paapi Hai Maange aazadi hai jeet ka aadi haii(woah) Kaafila Saara Ye Paapi Hai Jab bole toh baari hai ziddi hai baaghi hai do Kaafila Saara Ye Paapi Hai Kaafi na maafi hai dekho na Faasiyan Do Kaafila Saara Ye Paapi Hai Lagey na moo Yaha Bane jo Gyaani Hai Log Kaafila Saara Ye Paapi Hai Zabaan Pe rehti bas sachhi kavitayein Sabko Chaiye yaha achi suvidhaein (mana duvidha hai) Muqabla Khud se studio jab baitha ekdam Leonidas mood se Zaamana ye ghalib ka jaun mai baxxe mein baithu na maun mein Beat pe tu vehem mein do cash chodo fanbase (ayy) Ken mile chakhu jeet track pe Jeevan hai mixtape loop pe sun chaiye green room Backstage dhunn mein Hum Mai Phek ke Heat vision Ban baitha clark kent Ghayal tu jabtak mai Kaafi door neeyat se waqif mai maangu ab maafi kyu Baje jo faltu pooche ki bajey do haatho se taali kyu Sab ke daam ka na koi thikana ye net pe pro hum asliyat Mein jin kazama Sapna Hai Stage Se koodu mein bheed mein cheer de aankhein woh roshni Dil hai kavi tabhi kami hai hosh ki circle chota badi dosti Aise mein mera koi dosh ni Aaka Mein mera koi boss ni tabhi afsos nahi Baaton mein kick lage sick jab bhi karey spit lagey showtime buttowski Bhai ka phone aaye bola kaida kaam Kitaabo ko suplex de kalti maar Som se shanivar dekhe likhe phate Baje beat khule teesri ankh Bane suvichar jo bhi likhe geet Rakh plate pe scene kare dawat aaj Chakhe jeet kare sab haseen Bhai Ameen bole dil fuck samaj Jaan meri playlist ye sapne aur zindagi seekh Kaha se aate hai geet Jhaatu naseeb du gaali de hate Hu paapi mai saint hu kaafi mai ek tum sab pe Faade jhanda tere gumbad pe sukhad hoon door mai Rakhu na aiso ko qurbat mein kambakht na takkar de(yeah) Laga na pata bana lekhak meri taraf dekh mat hath rakha dil par Din bhar likha sab kare baatien sundar Kaarigari raat kari maine kaali (yuu) Dard wali ye nai hai qawali Gana ye aese jo dedega supari Raazi na jaanle ladke Fasaadi Aur Kaafila Saara Ye Paapi Hai Maange aazadi hai jeet ka aadi haii (woah) Kaafila Saara Ye Paapi Hai Jab bole toh baari hai ziddi hai baaghi hai do Kaafila Saara Ye Paapi Hai Kaafi na maafi hai dekho na Faasiyan Do Kaafila Saara Ye Paapi Hai Lagey na moo Yaha Bane jo Gyaani Hai Log Kaafila Saara Ye Paapi Hai Ghatey na gati sadi tabhi kabhi sangati, Kankad si teri mazbootgi, Iss gufa me awaz ni goonjni, Joojhti zindagi garv se pehnu har daag ab Dekha teri asli roop toh bas kar mat sajawat, Lowkey bawagat,Aaja tu kabhi bhi dojo mein Khojoge loto yaha joto se fursat ni, Lagu ab khaliq mai bhagu toh, Shin lim, dikhadu mai jaadu jo Aag baboola haal se baakugo, Ek hi usool mera win win, Naak me dum karu kingpin, Rukega henry bhi nahi boley sabko vo din gin (bas karo henry) Parey kara samay laga tutan bhi samjhi, Takkar di poori aur jeetenge sang hi, Chodenge gyaan sab panchayat ni sabki, Likhne jab lagey toh baatein sirf sachhi, Ab bohot hui tangi toh baitha gaya nahi chup chaap, Mujhe saat khoon maaf, Karey jung ka aelaan Ab scars tu naap, Mujhe maloom na yaha seth kaun gray bola, (Sahi bola) Rakha jo dil ke tha kone mein Nahi bola, Parkha bhi sabko tha bola nahi par kabhi Khudki aankhon mein lauta hai har kavi, Chota hai circle bhi, talab hai sabme nahi, Achi kismat jab deti hai nyota nahi, Khota bhi hosh, Par kratos ko rokega kaun, Karenge mann ki toh hone hai kahi khafa,(kahi khafa)