Dard meri rooh me Kyu aksar har jagah dhundhe hum Moksh jab maut hue haavi Na dar na khauf na jarabhi Hoon iske baad mai shoonya Hai iltija rahu mehfooz mai Hai kaatil ye kalam Syaahi ye bhari aasu se khoon ke Chahu tab door they par saath sab aakhri pal me Mutabik inke beemaari ye kaat khaane abhi se Waakif hoon khud se hai daastan ye ajeeb Chahe pohoch kahi tak bhi Rahu aasmaan ke neeche Baat ye tabhi ki jab aati saas nai theekh se They baaki logo se hum alag kamakal mujhe samjhe sab Rakh sabar Har taraf mila sab galat Kashmakash Khaye kasme sach Sab ke sab mere marte waqt Tha Dus ka jub waakif hua is cheej se Maa ki dua ye kayam par shayad mere naseeb me nai Aam si jindagi Aur kitne baaki din abhi Hai meri saas pe ginti Hai sirf khuda se vinnati Sun le aawaj firbhi khidki dil ki band they darwaaje Man beparwa ye dar bas karma se Rab ke har baar mai chooliye charan Jaise surya grahan aake jale ye ubharta dekh Dard meri rooh me Kyu aksar har jagah dhundhe hum Moksh jab maut hue haavi Na dar na khauf na jarabhi Hoon iske baad mai shoonya Hai iltija rahu mehfooz mai Hai kaatil ye kalam syaahi ye Bhari aasu se khoon ke Kahu aakhri ye saas leke Shayad iske baad meri laash dekhe Ghooro maut ko akho me aakh deke Mere saath khada koi ni raaste me Ho nai safal in ne Kho di Khabar meri Khodi Kabar in ne mere saath rehke Narak diya in ne mujhe jeete ji ab aagaye chitta pe meri ye aag dene Maine geeta pe kehni ye haath deke Na mere khwaab me koi saath dete Kahape they aap jab kaapte they Haath mere Raat me jaag ke mai Aakh ye laal, jasbaat se Utaare ye raaz kitaab pe mai Aaj ye aawaj dabake ek Aakhri saas se shraap lage Tha mai das ka jub waakif na tha is cheej se Tumhari aukaat ke bahar bataye tumko kareeb ke Zahir se baat hai kayar ye Mahir sirf baate kheechne Gawah hai khuda ye cheej se Dukhaaye dikhaake neech ye Kaash mai nai sochta Bolte kya aake Log ye chaar Aur hai yaad ab arso se Har mod pe aa mile Dhokebaaz Ab hoke shaant Rok ke saas apne jode haath Maangi khuda se maafi Hoon saaf dil sab bole khoke jaan Dard meri rooh me Kyu aksar har jagah dhundhe hum Moksh jab maut hue haavi Na dar na khauf na jarabhi Hoon iske baad mai shoonya Hai iltija rahu mehfooz mai Hai kaatil ye kalam Syaahi ye bhari aasu se khoon ke Dard meri rooh me Kyu aksar har jagah dhundhe hum Moksh jab maut hue haavi Na dar na khauf na jarabhi Hoon iske baad mai shoonya Hai iltija rahu mehfooz mai Hai kaatil ye kalam Syaahi ye bhari aasu se khoon ke