Mai dhundu aakash me Taare kaha hai La mujhko pata do Jiska jaha hai Mai dhundu aakash me Taare kaha hai La mujhko pata do Jiska jaha hai Kaisi kaisi Ye baatein Jo mujhse karein Aankhe teri Kaisi kaisi Ye yaadein Jo tujhse mili Kaateien bani Kaisi kaisi Ye baatein Jo mujhse karein Aankhe teri Kaisi kaisi Ye yaadein Jo tujhse mili Kaateien bani Main kya kahu, jo tu hi sunega Ho tum dur, par rasta khulega Jaage rahu, teri rah dekh Badalon mein ek dhokha milega Jhokha hawa ka chal de kahi Door ye kismat atki rahi Hona na ghum na hota yaakeen Uthke dekhu, hai ya nahi Likhu jo main sach, inki ankhiya na khuldi Mere sar ki chhat, inki gaaliyon mein udti Karta jo bhi mehat, merbhaniya hi dikhti Mehmani jhooti Nigrani nahi rukti Main bhi manav, nahi jaane mere danav Gandhi ji ke teen vanaar, band karlo mere kaan ab Apne muh ki mat maan ab, jaanu saare tere sadhaan Ankho se karte baatein, inki ankhein kabristan ab Kitna kuch hai bigda banke Hume uspe case hai karne Ik lawyer to arzi dede Ya fir Judge jo parchi dede Mai kya koi shatru tera Maya kaisi Kaisi rooprekha Baalak kya mai dusre ka Haath na aise chodo mera Ghutne pe hai ab nahi chalna Mera bhi to safar hai na Humpe bhi to nazre hai na Kidhar hai meri promised Cinderella Kabtak melo me ghumunga yuhi akela Mai dhundu aakash me Taare kaha hai La mujhko pata do Jiska jaha hai Mai dhundu aakash me Taare kaha hai La mujhko pata do Jiska jaha hai