Tha Hazaaro me rehke tanha Mai Tanha Rah Deewaro me baithe jalta Mai jalta Kyu mere yaar safar pe jaake Bhule ghardaar jo marte yah pe Chine sansaar jo pyaar hai maange Kyu jalti hai jaan jo khush vo vahape Satati jalan hai Guna ki lagan hai Shaitan ne kafan se, dava di zehen me Daga ki sharan me, wafa hi wehem hai Khuda ki keher se, mila ni rehem ye Laga mai behekne, ye chah ki mehek me Khuda ki behes me, kara bas sehen mai Khata ni hai dil me, tu aati ni milne Lagaa Mai hu chilne, haalato se dilme Kyu rakhe Muje paas bhigode mushkil me Kyu thame na jahan khush hote unbin ye Inayat-e-dil ye Inayat-e-dil ye Inayat-e-dil ye Inayat-e-dil ye Tha Hazaaro me rehke tanha Mai Tanha Rah Deewaro me baithe jalta Mai jalta Tha Hazaaro me rehke tanha Mai Tanha Rah Deewaro me baithe jalta Mai jalta Bss maangi thi mohlt Kuch din intezaar tha karna Tha bekhabar meri jaan Na socha kabhi ese bichaadna Tum aye nahi In raston ko bhul hi gye Ghr mera suna pda Kya ghr mera bhul hi gye Tere bina taare ro se rhe hai Tere bin hi mashoor ho rhe Sapno mei hota tumse hi milna Ab sapne bhi kho se rahe Kyu tera saya bana mere saare zakhmo ki dawaa Tu zaroori bani mere jeene aur marne ki wajhaa Yeh kaisa hai sitam Zamaane se door kyu rhne lage hum Kya mera tha kasoor jo mile mujhe gham Tere nashe mei hi choor kyu hone lage hum Na chahu ab mai kuch bss mile tujhe sabr Suna pda ghr ab mai phiru darbadr Ho jaunga mashoor mil hi jaygi khabar Tum ana zaroor jb bnegi meri kabar Tha Hazaaro me rehke tanha Mai Tanha Rah Deewaro me baithe jalta Tha Hazaaro me rehke tanha Mai Tanha Rah Deewaro me baithe jalta Mai jalta