Dard hi to dard hai Ye vaado ke karz hai Jo baithe hai darpe humare Maanoge tum bhi nahi Jo batade adhoore Jo farz hai humare Sawaare ya dil na sawaare Ye Mera hai khoon Na kam bemisaal hai Kitna bhi tute Ye itni majaal hai ke Judke hamesha ye Khada sau baar hai Hum Bhi Na jaane Hona kya haal hai Jo chuna hai maine vajood mera Du Na bahaane Mai aaya hu paane Aur paake rahunga guroor mera Vo chin ke le gaye sukoon mera Par le naa paaye vo junoon mera Mehnat ne bhare ye khoon se haath Jo rang layi maine khoon ke saath Mere saath rehke to dard mera maanoge Meri is hasraat ki wajah fir jaanoge Kyu rehta logo se durr Bas khudpe guroor Hai JD Na Aam pehchaanoge Bhar dunga taare mai tere naam se Duniye to chaahti hum haath baandle Tumlog ki Na kuch auqaat saamne Mai maru ye jaane jiya shaan se Meri tu rah cheenle Mere dil ki dua gin le Tuje karunga haasil mai Yahi maanga us saahil se Dikhata vo kya din hai In khelo me maahir ye Vo bole ke sitara hu Mai Hu Tuta aasmaan se Isliye to paraya hu mai Anjaana is jahan se Anjaana is jahan se Anjaana is jahan se Anjaana is jahan se Zakhm pe zakhm bade Armaan bache the vo dafn pade Haatho me Kuch Bhi nahi par Le jau na tute vo sapne bhare Bigadte gaye halat bade Mushkil me koi Na saath khade Khoon ke rishtey naa yaad rakhe Anjaane tab aake the saath chale Mujhe jeene ka mann nahi par Maa ko dukhaaye bhi kaise marunga me Vo khadi khilaaf thi dunya ke Uski Achaa ko kaise bharunga mai Uske liye sab sahunga mai Uske liye sab karunga mai Usne jo duniya bhi chahi to Cheen ke sabse vo laake rakhunga mai Tute hai dil humne tode kai hai Chaino ki Raat ab bhi soye nahi hai Khudko in raaho me khoye nahi hai Khudse kamaya vo jo hai sahi hai Gammo me khudko bhigoye nahi hai Khoye hai unko par roye nahi hai Vo kehte itna waar khaake kaise tu Jiya Vo puche teri jaan kaha hai teri khushiya Mai bolu Muje vaasta na is zamaane se Vo mera hai jahan vahi meri duniya Vo mera hai jahan vahi meri duniya Vo mera hai jahan vahi meri duniya Vo mera hai jahan vahi meri duniya Vo bole ke sitara hu Mai Hu Tuta aasmaan se Isliye to paraya hu mai Anjaana is jahan se Anjaana is jahan se Anjaana is jahan se