(Teri aankhon me) (Teri yaadon me) Teri aakhon me aakhon me behke Khaamoshi raaton se rehte Khud se har pal ab ye kehte Tu na meraaaaa Teri yaadon me yaadon me khoke Aasu ke moti piroke Puche khud se tum kyo rote "Tu na milaa" Tu na mila jaana me jaau kaha? Teri jo aankhein yaha Sab kuch hai karti bayan! Tu na meraaaa Tu na meraaaa Tu na meraaa Tu mera na hoke bhi rehta mere paas hai Andhere kamre me mujhe hota eshaaaas hai Ke kuch khaas hai tera mera raaz hai Khuda chhod mujhme jaana tera hi toh vaas hai Alfaaz hai mere paas, ni kami Tere aage meri aankhon me nami Teri yaadein picha chhode na kabhi Meri jaan le, jaana tu kaha abhi Meri aakhein dhundhe tujhe hi nahi Teri baatein mene suni na kahi Rab se laake tujhe di mene zameen Ghar banaa le mere dil me kahiii Kyu btaana mera dil le gayi Du bahana tu hai ab bhi vahi Pehle andhere me tu thi roshni Ab toh un aankho me bhi khalti kami Kaise? Badle Jaa rahi kaise Badhte faasle rehte Tujhse bewafai mehke Ab tu bata hai kya silhe Ghat'te jaa rahe hai hausle Me hu tera bhi ya nahi Intezaar tera usi chaukhat pe! Teri aakhon me aakhon me behke Khaamoshi raaton se rehte Khud se har pal ye kehte Tu na meraaaaa Teri yaadon me yaadon me khoke Aasu ke moti piroke Puche khud se tum kyo rote Tu na mila