Dastoor zindagi ka Das majboor kare dooor rehna sikhaa Deta das bahane jese dutt sahab ka ladka Mai das log se door tabhi toh gaane likh raha Yeh har raat ka nateeja Tu neendon mein dekh raha tha sapne Mai kisi ka banna chahta ek sapna Ladke bura matt lagana Par hunar ko khaa jaata dhanda Aise chaalon mein na fasna Haan mana lamba thoda rasta Han mana scene mein har koi hype ko tarasta Kese banalu mai gaane jab kandhe pe bhari hai basta Fees dete college mein padhta kyu rap mera baccha Dad bole nadaan sambhal jaa Bhar jayega pet aur khush hoga dil jab batwe mein aayegi tankha Kehta hai mera tajurba Artist ka career hai chota karega kya jab tu 35 ka hoga Mai bola hali nahi socha Ehsaans nahi kal ka Saath mere dhanji hai game pura bhalta Khush tera beta toh fir chinta na karna Aadha ahmedabad hai bajta toh zyada nahi Parwah jab kuch saal mein aajayega paisa Machata nahi artist koi city mein shor mere jesa Chutyo ko rakh ke nahi deta Ghiste the chappal ab joota koi takleef nahi deta Manager aur crew pura family jesa siyaahi pure khel ka rachayta Degree bhi ladu lekin marega nahi Jazbaa Chote tujhe lagta mujhe numbers ka showk haan Behind the stage dekhna kon kitna sehta Kiska sikka hai bolta kiska danka hai bajta Kon kiske naam pe uchalta shohrat Kardeti hai pagal tu Beth neeche gireega ganda!! Sangeet ka shwok toh gaano se rakhta nahi pardah Duniya hai zaalim kuch lamho mein bharosa toote Hum bante nahi kayar jab apne bhi gairon sa lagte Duniya hai zaalim Doston se zyada fans mere show pe Sab karna haasil Cherhon pe chamak jab idols se milte Duniya hai zaalim kuch lamho mein bharosa toote Hum bante nahi kayar jab apne bhi gairon sa lagte Duniya hai zaalim Doston se zyada fans mere show pe Sab karna haasil Cherhon pe chamak jab idols se milte