Sofa pe leta mai na bilkul koi sharam thi Paas tu baithi jota jalaa sab malang hi Dhoonde chale hum taazgi Kyuki thak gaye banke aalsi Awaaragardi se hum dhak gaye Gumshuda gumshuda Chaav me chupke baitha, gumshuda Khushnuma, khush thoda Leher aati saamne, haan mai khush thoda Khushnuma, zara muskura Leher aati saamne usme doob zara Mausam bana hai yeh dukhbhara Tujhko dekha, baitha chup zara Haath thaama, mera saath chaaha Mere jaane se pehle tu ruk zara Hamesha mai banna chahta, cheezein karna chahta khudse behtar Par teri yaadein ajeeb oh rehbar, beghar kare mujhme hi rehkar Na karna zaaya tera waqt Tujhme paaya maine sab Ab khudme dhundhu tujhe mai hu adhura, teri chhaaya ki talab Zindagi ke chalte firte paiche ladte Mai toh leta, likhta baitha gaane, saare likhte sapne Dafn hai dur mujhse meri khushiya, ab khodu firse Mai rodu firse, ya iss toote dil ko jodu firse? Sofa pe leta mai na bilkul koi sharam thi Paas tu baithi jota jalaa sab malang hi Dhoonde chale hum taazgi Kyuki thak gaye banke aalsi Awaaragardi se hum dhak gaye Gumshuda gumshuda Chaav me chupke baitha, gumshuda Khushnuma, khush thoda Leher aati saamne, haan mai khush thoda Tang aaya zindagi se Kamaaya bas kami hai Dusro ko khush karne ke peeche yu khoya khushi mai Jeene ke tareeke dete, har pal ye naseehat leke Hua fail mujhpe haste jab kaagaz ke panne Inpe karta raaj, pala badha pinjre me Udna lagti bimaari jasba chada mujhme Jab lagi thi ye chingaari saans lena chahta Badh rahi abaadi Akela rehna chahta jab saare saath hai Khayal kharab khwaishon ka na hisaab hai Bheed me khoya dhoond raha apni ye pehchaan mai Sheeshe me jab dekhu to dikhta sirf haivaan hai Sofa pe leta mai na bilkul koi sharam thi Paas tu baithi jota jalaa sab malang hi Dhoonde chale hum taazgi Kyuki thak gaye banke aalsi Awaaragardi se hum dhak gaye Gumshuda gumshuda Chaav me chupke baitha, gumshuda Khushnuma, khush thoda Leher aati saamne, haan mai khush thoda Gumshuda, thoda luft utha Thoda muskura, wo bole, wo bole Gumshuda, thoda luft utha Thoda muskura, wo bole, wo bole