(Sammad) Drive thru khaana 10 piece Boy don't test me Bombay se aa gaye Delhi Make em go (Ahh) bolo nelly No furtardo, bhai kabhi sach bhi bata do Gang shit waali mehfil Toxic milawat (wasted) Mulaqat uske Maa baap ke saath Pocket main paanch from the shit that I flipped Ye these kids is addicted Naatak mat karo main jaanta tu jaanta hai UberXL jaanta Raasta ka rasta ay Ho gaya haathsa ussi gali main Rishtedaar dekh ke sochte hain kamine Oh Tera laadla beta usko 2500 ka 5g becha Vyasani hi nahi, kaafi hai dumb Milta hoga isko yeh from his mum (sorry) Yeh hai vaisa paisa Gadde ke neeche paisa Thullo ke geele sapno main jo rehta paisa Yeh hai kaisa paisa Almaari ke peeche paisa Jeene ki keemat se hota hi hai aisa aisa Yeh hai vaisa paisa Gadde ke neeche paisa Thullo ke geele sapno main jo rehta paisa Yeh hai kaisa paisa Almaari ke peeche paisa Jeene ki keemat se hota hi hai aisa aisa (Quest) Sone ke liye gadda nahi Yaha paiso ki gaddi hai Gard leke dard dene wali joh ye hassi hain Zindagi badi haseen hain bas galat mod pe phasi hain Aur meri lal aakhein joh 2 dinn se jagi hain Sulade tujhe takiye ke niche ghotke Bhokne wale kutte fir dekh kaise chup hain Baat nahi karte kyu yeh laaton wale bhoot hain Chikega koi sach yaha marte fir achoot hain Tujh jaisa ham hai fir bilkul, nahi Pustak ko uske aavran se aake, nahi Tamancha naache jaban pe charche, nahi Akkal ke dushman rakhte bagal mein, nahi Oh tu sab asli hai iss khel main Accha theek hain Oh tu haiwan jo karta dher hai Accha theek hain Tujh jaise bikte dozen se iss sheher mein Saare sher hain par dekho toh yaha chabuk ka khel hain Ghume dinn raat jaise zindagi padi 6 hain Baaten kare badhi lekin jeebon mein toh chedh hai Life is a beach jo karti fir raet hain Main track se hatta nahi Jaise chalti koi rail hain Saare kare hype jump jaise lagi koi sale hain Aur mere sath baithi teri mademoiselle hain Aur sab ko chahiye paisa paisa Kare yeh kare yeh paisa paisa Jeene ki kimat se hota hi hain kuch aisa aisa Yeh hai vaisa paisa Gadde ke neeche paisa Thullo ke geele sapno main jo rehta paisa Yeh hai kaisa paisa Almaari ke peeche paisa Jeene ki keemat se hota hi hai aisa aisa Yeh hai vaisa paisa Gadde ke neeche paisa Thullo ke geele sapno main jo rehta paisa Yeh hai kaisa paisa Almaari ke peeche paisa Jeene ki keemat se hota hi hai aisa aisa