Thi ruki nazar Dekhti kaha Tha bada safar Chota rasta Beete kuch lamhe Kehti mujhe ghadi Par tha tabhi jidhar Sadiyaan guzar gayi Ek chota kash vo tha ajnabee sa, le liya tabhi Der jab hui toh samjha, zindagi thi wohi Aeyy heyy heyy Thi ruki nazar Dekhi kaha Lakeerein haath ki Kismat vo thi nahi Bache the do hi pal Daulat meri wohi Samjhna chahta Matlaa us hi ka main Par poori zindagi Us hi mein kharch hui Jaisi bhi hain meri hain vo, shukriyaa zindagi Raah agar kabhi ek ho toh phir milenge tabhi Aeyyy... heyy Thi ruki nazar Dekhti kaha Nasamajh, tujhe kostaa ab muskuraate hue jaane de Koshishein tu kar zara, is pal mujhe toh rukaane mein Nasamajh, tujhe kostaa ab muskuraate hue jaane de Koshishein tu kar zara, is pal mujhe toh rukaane mein Nasamajh, tujhe kostaa ab muskuraate hue jaane de Koshishein tu kar zara, is pal mujhe toh rukaane mein Nasamajh, tujhe kostaa ab muskuraate hue jaane de Koshishein tu kar zara, is pal mujhe toh rukaane mein Nasamajh, tujhe kostaa ab muskuraate hue jaane de