Tedhi chaal ki duniya mein hoon saral sa ek insaan Tedhi chaal ki duniya mein hoon saral sa ek insaan Mile mere ek yaar se main vo... Mila mere ek yaar se main vo kehlata bhagwaan Bheekh, dua aur marham-ghar mein zikr tha tera suna Daawat pe kabhi aaja pyaare, rooh ka mere hain tujhko payaam Sair hi kara du sheher ki mere Jo tere roop se waaqif hain Dhun mera par teri ho zubaani Dastaan teri gaaye jaa Insaan hoon hain khwahishein meri Choti khwahishein sun le tu Tere dard ke kisso se meri... Karaye jaa karaye jaa meri pehchaan karaye ja Tere jhoothe us pyaale se ek chota ghut toh pila de yaar Karaye jaa karaye jaa meri pehchaan karaye ja Tere jhoothe us pyaale se ek chota ghut toh pila de yaar Suna kuch log kehte hain tu bohut hi bada Maana ke darr thoda tujh se hi tha laga Ab mere darne ka hain iraada nahi Baate sawaal nadaani se hain karna Baat na banti aapas mein toh Baat na banti aapas mein toh phusla kar tu mujhko manaa Apne beech na koi aaye rooh ke siwa Diya ho, chaadar, ya koi panna, rehna chahu in se khafa Gaaye jaa tu gaaye jaa apne dhun mein tu gaaye jaa Tere jhoothe us pyaale se ek chota ghut toh pila de yaar Gaaye jaa tu gaaye jaa apne dhun mein tu gaaye jaa Tere jhoothe us pyaale se ek chota ghut toh pila de yaar Gaaye jaa tu gaaye jaa apne dhun mein tu gaaye jaa Tere jhoothe us pyaale se ek chota ghut toh pila de yaar