Mili pitaji se ek scooter bus wohi kaafi thi, Sawaari teen thi seat do ki jab vo naapi thi Khali sadak pe milte kutte aur police the Hawaaon jaise khushi chhuke hume jaati thi Fati parchi toh musibaton ka pahaad tha, Jode chillar sabke toh pachaas ka jugaad tha, Ghaate mein jaata apna chai-pani-nashta, Pitaji ko na batana Jeene ki zaruratein kam sahi Apne mein zindagi hain sahi, Jeene ke liye Ye zindagi yede faislon ka khel hain Ye zindagi na pass na fail hain Ye zindagi... Na na na na na haaaaan Gadhe the hum pehne sher ki vo khaal thi Kati patang jaisi apni vo chaal thi, Samjhaate sab phir bohut humko peette, Na samajhte the kuch phir bhi hum toh dheet the Nukkad se nikli nukkad pe wapas vo aati thi, Puncture tyre wali vo apni sawaari thi, Alfaaz padhke koi logo ke koi panno ke, Sawaari wahi par galiyaan niraali thi Duniya ghumne ka apna toh khwaab tha, Tel pe chalti hui scooter ka hisaab tha, Thodi si duty thodi koshishein bawaal kar, Wapas ghar hi hain aana Jeene ki zaruratein kam sahi Apne mein zindagi hain sahi, Jeene ke liye Ye zindagi yede faislon ka khel hain Ye zindagi na pass na fail hain Ye zindagi... Na na na na na haaaan Jeene ki zaruratein kam sahi ♪ Apne mein zindagi hain sahi, Jeene ki zaruratein kam sahi Apne mein zindagi hain sahi, Ye zindagi yede faislon ka khel hain Ye zindagi na pass na fail hain Ye zindagi... Na na na na na... haaaaaan Na na na na na... sawari teen thi seat, Do ki jab vo naapi thi Khali sadak pe milte- Hawaaon jaise khushi