Main kya bann gaya Khud se hi gumshuda Main kya Sab dhundhala hai Badan mein rooh kahaan hai Sahar, yeh shaamein Berang sa jahaan hai Kis raaste ki khoj mein Nikal pada tha yeh dil Bune hue inn khwaabon ko Bahaa diya kahin Aayene mein jo khada hai Kaun hai woh bata Khud se aankhein mod ke Kyun khafa hai Sab tera kara dhara Yeh main kya bann gaya Khud se hi gumshuda Yeh main kya bann gaya Chubh raha hai Chaane laga hai andhera Kho gaya hai Jaane kahaan woh savera Khud ki hi parchaayi hoon bann gaya Aankhon ki nami se na ab hai rishta naya Jaanu na hai dil yeh kyun thirak sa raha Khojun murjhe phoolon mein main kaise Khushi ka pata Aayene mein jo khada hai Kaun hai woh bata Khud se aankhein mod ke Kyun khafa hai Sab tera kara dhara Yeh main kya bann gaya Khud se hi gumshuda Yeh main kya bann gaya