Kishore Kumar Hits

Aqib Farid - Main Banda E Aasi Hoon Vocals Only текст песни

Исполнитель: Aqib Farid

альбом: Main Banda E Aasi Hoon Vocals Only


Mai banda e aasi hoon khata kaar hoon maula
Mai banda e aasi hoon khata kaar hoon maula
Lekin teri rehmat ka talabgaar hun maula
Mai banda-e-aasi hoon
Wabasta hai umeed meri tere karam se
Tera hoon faqat tera perastar hoon maula
Ma banda e aasi hoon khata kaar hoon maula
Ma banda e aasi hoon
Bahir ke ujale mujhe kya rah sujhain
Andar ke andherom mai gariftaar hoon moula
Ma banda e aasi hoon khata kaar hoon maula
Lekin teri rehmat ka talabgaar hun maula
Ma banda e aasi hoon
Phir tu mere iman ko tawanai ata kar
Barso nahi sadiyo se mai beemar hoon maula
Ma banda e aasi hoon khata kaar hoon maula
Ma banda e aasi hoon
Ek tere ashara ho aur asaan ho mushkil
Ik lehar uthey our main us paar hoon maula
Ma banda e aasi hoon khata kaar hoon maula
Ma banda e aasi hoon khata kaar hoon maula
Lekin teri rehmat ka talabgaar hun maula
Ma banda e aasi hoon

Поcмотреть все песни артиста

Другие альбомы исполнителя

Похожие исполнители