Kabhi hogi mulaqat toh bataunga maula Kitna yaad kiya maine har pal mein tujhe Maula tu hi manzil, tu hi maqaam hai Tu hi mera din hai, tu hi toh shaam hai Saanso mein meri kabhi uljhan hui Maula iski dawaa tera hi toh naam hai Maula bachale na Parchhaio se uthale na Andherii yeh raate hai Seher ka noor dikhade na Maula bachale na Ya itna bata ki raza hai kya Vakt ki gehri chhaap hai Ummeede bhi saza hai kya Maula yeh razaaee teri Kitni judaa hai meri Nazro mein behte jo khvaabo se Yeh dil bhi aiinee ka haina Kitni daraare lega Jab tak rahega Toh sahega kya Kya annkhon mein nami jo mere Kaise yeh maula ke pehre Chehre ki yeh silvate utaarde Tu Dard kaatde Tu mera saath de o maula Tu Dard kaatde Tu mera saath de o maula