Teri yaado mai jazbaat nahi hai Baato mai vo baat nahi hai Tujhse subha thi tujhse dhali thi sham Kaisi ruwa ye dekh meri jaan e jaa Dil mai fikar sapne tittar bitar bas tere naam ka zikar tu thi ghar mera Tere khawaboo mai jeeta tha mai ab teri hi yaado se ladte raha Tu thi roshni ab chaya hai andhera Baate bohot thi ab chaya hai sanata Kuch to khas tha jo kardiya hai zaya Yado se ladkar khud ko maine hai paya Na hai koi teri jaisi Baakihyo mai dhundu mai to teri chawi Haan teri hi to khalti hai kami Yaado pe likhdu mai nazme to kai Mujhe yaad hai wo mushlkil ladai wo jhooti safai Par ye bhi to dekh raate kitni raate bitayi Teri palko pe letu aur likhlu chaar baate aur du na safai Teri yaado mai jazbaat nahi hai Baato mai vo baat nahi hai Tujhse subha thi tujhse dhali thi sham Kaisi ruwa ye dekh meri jaan e jaa Teri yaado mai jazbaat nahi hai Baato mai vo baat nahi hai Tujhse subha thi tujhse dhali thi sham Kaisi ruwa ye dekh meri jaan e jaa Meri rooh meri jaan hai tujhse kahafa Dekhu tujhe door se ye kaisi saza Aaja ghar laut jaa, aaja ghar laut ja Puchunga nahi bhala gayi thi kaha Khadi kitni kareeb par lagti kyu door hai Pass aake tujhe khoya kaisa fitoor hai Raate bitayi tere saath kitni Ab karwat badli to na tera koi wajood hai Teri yaado mai jazbaat nahi hai Baato mai vo baat nahi hai Tujhse subha thi tujhse dhali thi sham Kaisi ruwa ye dekh meri jaan e jaa Teri yaado mai jazbaat nahi hai Baato mai vo baat nahi hai Tujhse subha thi tujhse dhali thi sham Kaisi ruwa ye dekh meri jaan e jaa Na badla hai tu na badla hun mai Bas ye halat hai badle se Shayad hum dete thoda samay Jatatte bitate hum thode lamae Tujhe pyaar kar kar ke Khud se lad lad ke Seekha maine Koni ghisi khaye fatake Pyaar karne waale bohot hai Nibhane wale kam,haan ye sach hai sitam