Aja baat kare vapis vohi shaam ki (shaam ki) Jab tu bethti aur khushiya apni khoojti (khoojti) Aja shuruwaat se shuru kare voh kahani he Jab tu aasu takiyo mai hai dabochti Raasto Mai raaz hai voh rangeen badalo ke Aasuyo Mai aas hai voh teri khushiyo ke Aur tu bole mai akeli he ab theek houn Par Jab baat aaye pyaar ki tu mange bheek kyu Tu toh bolti thi ki tu ab theek hai Tu aja vapis mujhse roona yaha seekh le Hasne se kaha aati hai yaha par khushiya Haste toh tab hai jab yaadon mai ho gam na Karna seekha khudgarzi mai ab tujhse he (tujhse he) Par khudke liye mujhko chodna tha theek nahi (theek nahi) Par voh toh teri dunia tere sapne teri manzil (teri manzil) Aur yeh hai mera gaana meri marzi mera manzar (mera manzar) Haan thoda dard bhi hai aakhe thodi geeli si hai Par yeh toh mera waqt hai yeh toh ab zindagi hai (zindagi hai) Kya ham ab bhi voh ho sakenge joh ham phele the Par mai akele khush houn thoda dard toh seh lenge Ham reh lenge (ham reh lenge) Yuhi ham reh lenge Ham seh lenge