Pyaar hai mera toh phir marzi bhi meri hai Galti meri toh sazaye bhi toh meri hai Jaan lelo kyuki jeena bhi majburi hai haan Khwaab dekho kyuki manzile yaha par adhuri haina Pyaar hai mera toh marzi bhi meri hai na Galti meri toh sazaye bhi toh meri hai na Jaan lelo kyuki jeena bhi majburi hai na Khwaab dekho kyuki manzile yaha par adhuri haina Yeh toh padhna hai sekhate par jeena nahi Dard sehna hai sekhate cheekna nahi Hone ko toh saath hote he hai na sabhi Par lagti kyu zindagi mai logo ki kami Kho gaye vo raaste joh manzilo tak jaate the Kho gaye voh joh haathon se khilate the Dhudho unko mujhe unki zarurat hai ab Khojo usko jiska mere naso mai hai rakht Kyu voh saath na hai (saath na hai) Kyu voh pass na hai (pass na hai) Kya voh janta hai (janta hai) Ki beta khush na hai (khush na hai) Kitabi dunia mai mujhe akelapan lage Ghar ki ladaiyo ko ham bachpan kahe Meri nani mere nana mere mama Yeh sab jante hai zaruri hai kamana Mai kya janta mujhe na koi kami hui Mai bas janta houn inse na hai upper koi Kese sare mere sapne yaha toot rahe Kese sab mujhe pyaar dena bhul rahe Haan matlabi thoda matlabi he rehne do na Haan khona hai mujhe logo ko mujhe khone do na Pyaar hota kyu hai uska iraada kya hai Pyaar hota usse jisko khuda cheenta hai Mai toh firse tootne ko bhi taiyaar houn Dhoka jaan ke bhi usse jyada pyaar do Pyaar hai mera toh phir marzi bhi meri hai Galti meri toh sazaye bhi toh meri hai Jaan lelo kyuki jeena bhi majburi hai haan Khwaab dekho kyuki manzile yaha par adhuri hai Pyaar hai mera toh phir marzi bhi meri hai na Galti meri toh sazaye bhi toh meri hai na Jaan lelo kyuki jeena bhi majburi hai na Khwaab dekho kyuki manzile yaha par adhuri haina