Anjaan khudse hi dhundhta mai khudko hi Gaano Mai na khushi phir bhi dunia sun rahi Kya sunte log jisse jaan paaye dard mera Kya voh bhi gaano Mai hi khooj rahe sach mera Ab mai bhaagu khudse dhur Uspe gaane likhe khoob Par mai thak raha houn mujhse Na hai manzil ka saboot Mujhe rukna nahi yaha Par hai saasien rahi choot Bhare panno mai hi khwaab Kyuki taare saare dhur Saasien bhi toh (Saasien bhi toh) Lene do na (Lene do na) Thak gaya houn (Mai thak gaya houn) Ab roone do na (Mujhe roone do na) Haatho mai khoon mai toh has raha yah phir bhi Na hai sukoon jese khoya maa ko kal hi Mere aasu ka paimana Gaano ne hi toh hai jaana Paane adat ban gaye hai Unse seekha muskurana Phir bhi gaane likh raha houn mai yaha tere liye Bistaro pe vaade karte ki ham tere hi hai Ham yeh jaane kal toh tu yaha par hoga nahi Kalam ki adat jhooti kasmo se hi pad gayi hai Par teri akho doob rahe ham Ajeeb ahatien bhi ho rahi na kam Joh keh rahe the zindagi dene ham aaye Voh tode dil kesa hota yeh ajeeb sa sitam Aur fir yeh panne roz puche ab tere liye Bahane deta ki tu raasto pe Kho gayi hai Mujhse kaagzo se kuch na chup pata Toh yeh dil ke saare aasu yeh siyahi roo rahi hai Tehrir Kho... Dard bhi hai theek Ghao bhi na jyada Khoon bhari aakhe Na cheek mai pata Awaze hai esi dimag mai Yeh hotoh ko kuch bhi bolna na ata Voh lavz voh baatien Voh shabd voh raatien Voh gadti zameen mai Na khata batata Na lete raza hai Yeh Qabr mai sab zehrile Murde bhi bole ab jyada kuch kehne tujhe toh tu jeena cheen le Meri hai aakhe Laal koi puche mai kesa Toh bolu mai sab kuch theek hai Joh karni hai baatien voh kehte nai Toh kehte hai baatien voh karte nai Ashqo se raatien bhi kat ti gayi Fikar hai meri mujhe nai Mujhe na farak hai padhta log kare kya baatien voh bhi mere peeche hi Kitab dafnai aur shabd zameen Hai dunia hai Puri na chaheye koi bandagi Cheeku toh hota mai batameez Na cheekhu hota mai mard nai Yeh kesa zamana yeh kesi hai bedi Mai jaan lelu inki ek saas mai... Saasien bhi toh (Saasien bhi toh) Lene do na (Lene do na) Thak gaya houn (Mai thak gaya houn) Ab roone do na (Mujhe roone do na) Ab yeh aakhe meri dhundhti hai tujhko ho hi Meri nighao mai hai sabse mashoor tu hi Mai toh fir bhi kaatu raatien Jisme tu na mere saath hai Galtiya hai saari meri Rab per naam par lagate Teri yaadien mere lafzon se mehfoos hai Haatoh mai haath phir bhi dil kitna dhur hai Voh teri yaadon mai hi chal raha hai Par pyaar karti mujhse tu yeh keh deti ab jhoot hai Phir teri aakho may mai dard dekhta houn Khudke tukde aur karke apne dukh ko lapete Mai tujhe sametta houn Mai toh gaano ke samundar mai akelepan ke kinare Kagazo ki nav de rahi sahare Aasu ban gaye hai saalo se hi dost mere Mai toh puchu kya tu karti mujhse ulfat Aur tu aakhe geeli karke mujhko kuch bhi na kahe Phir ham adhure hi rahe Kyu ham anjaan na bane Kyu phir ham baatien bhi k... Toh matlab yeh gaane likhne se Yeh saari baatein karne se Voh insaan ka ishq Voh insaan ki mohobatt Vapis aa jayegi tere liye Esa lagta hai tereko NAHI