Phir me kahin, Ujalo se chupta hua, Andhere se bhagu kahin, Kise kya pata, Dhundu kise, Khud se hi hu laapata, Naa pani hai duniya mujhe, Kise kya pata, Chal chalein, Baadlo ke kareeb, Zindagi ki kashmakash se, Kahi dhoor hum chalein, Chal chalein Samay se bhi pare, Manzilo se bekhabar Yaadon ke sang chalein Chal chalein Bekhabar mai Aakho Mai bhi dard hai yeh Aahatein hai unsuni si Kafire ke rah chuni thi Na yeh manzile meri hai Na ab gaano mai khushi hai Na hi janta mai khudko Chal jaha hawa chali hai Haan mai Rehta houn khwaabo ke Bazaro Mai jaha mai saalo se he bhar raha kitabe Par yeh panne ud hi jaate Panchi banke fir na aate mai pukarta bhi unko Par voh lautna na chahtien Chal chalein ek Khuld si jagha pe Na koi jaane bhi hame Ho Samay se bhi paray Kyu akele tum khade Chal jaha hawa chale Khokar paa bhi loun tumhe Manzilon mai bhi ho tum Aur safar bhi tu lage Na raahe dhundhni abhi hai saath akele ham sahi hai (Hai saath akele hi sahi) Chal chalein, Jaha tu mera rahe Na ho kuch vaha tera Na kuch mera rahe Chal chalein Samay se bhi pare, Manzilo se bekhabar Yaadon ke sang chalein Chal chalein Chal chalein Chal chalein