Kab se kab tak likhte ham yeh gaane Phir bhi tere baare mai na jaane Shabdo mai hi taqat hoti esi Itni dhur hoke bhi ham pass hai Likhde log bhi ab tujhpe baatien Voh lavz tere noor ko na jaane Unke shabdo pe hi tu fida hai Kya tera mera hona hi saza hai Phir bhi mai phir bhi mai likhdu yeh gaane ab Ki tu bhi hoye mera aur ginenge raato ko taare ham Phir bhi mai phir mai bhardu voh kagaz ab Ki tu bhi padhke unhe bhare mere khwaabo ke sitare sab Phir bhi mai phir bhi mai likhdu yeh gaane ab Ki tu bhi hoye mera aur ginenge raato ko taare ham Phir bhi mai phir mai bhardu voh kagaz ab Ki tu bhi padhke unhe bhare mere khwaabo ke sitare sab Panne bhi ab saare fat gaye hai Ilzam bhi tujhpe lag rahe hai Hadsah yeh se Tod ke gaya Phir bhi ham toh khudse lad mare hai Dhunhte likito ki hi rah hai Kitabo mai bhi dard bhar gaya hai Kahawaton mai yehi toh likha hai Ki tu uska ho gaya hai Phirse toot ke ham aayenge Phirse tera hona chahyenge Fir voh gaane gunagunayenge Phir tukdo mai bikhar jayenge