I kissed someone else Papa seeraf matlab ke liye phone karte hai Mihir I don't feel the love anymore Mummy toh nahi rahi beta Pukaar bhi cheekh lagti jab sunne ka man na ho Insaaniyat bhi buri lagti hai jab dil toot ke bikhar gaya ho Akelapan bhi sundar lagta hai jab man adhura lagne laga ho Yeh galti sab karte hai Yehi galti shayad maine maa ke saath ki Mere aasuyo ki alag ek kitab hai Voh kehti hai kuch baatien Akele kaati kuch raatein aur Palke bhi kabhi sukhti nahi Hai Akhe geeli hi rahi Akele hi toh hai sabhi aur Haath kaape kaap kaap ke voh thak gaye Ghar ke log raakh raakh voh toh jal gaye Dard likhe likhte likhte panne fat gaye Aur ham bhi toote toot toot ke bikhar gaye Kaach ke voh tukde paau bhi lag gaye Khoon bhi hai behta voh bhi mujhse yehi kehta Dekha dard tune isse jyada hi Par Mai voh maanta nahi Akhir akele he hote hai sabhi Mujhe rehna nahi dard mai kagaz sare bhar gaye Pukaar lagti cheekh na kuch sunne ka ab man hai Kehna chahti thi meri maa baatien kuch Na sunta tha mai ab voh dard ka yeh karz hai Mehmaan mai houn mai khudke hi dil ka Na jaanta khudko na maanu yeh mera Mehmaan mai houn mai khudke hi dil ka Na jaanta khudko na maanu yeh mera Mehmaan mai houn mai khudke hi dil ka Na jaanta khudko na maanu yeh mera Mehmaan mai houn mai khudke hi dil ka Na jaanta khudko na maanu yeh mera Bachpan mai ham roye hai itne Kyuki chup karane wale toh lad rahe the Aasuyo ko takiyo mai dabaye Ham unke haatoh mai khoon se dar rahe the Ab na kamro pankhe hai na sir ke upper koi dar Bas dil ko bandh rakha hai ek chunni ne na jaaye tukde bikhar Bachpan mai ham roye hai itne ki khushiya ham khoje toh milti nahi Mere gaano Mey Mai houn akela par dard yeh saath kabhi chode nahi Log bole kuch baatien bhi mujhe farak par hai mujhko na padhta abhi Par yeh yaadien to hoti hai esi ki dil ko hai chubti voh baatien vahi Na kehne ka man hai na Sunni hai baatien Na behte ab aasu aur aakhe bhi deti bahane Kaha pe hai tu kyu hai khoya ab mujhse Pukaru tujhe kyu tu bhage ab khudse Na thakta kya tu na kyu rukna tu chahta Saasien toh le Na bahane ab de Ab tu ruk ke toh dekh Sab adhura hi hai Sab adhure hi hai