Meri aakho Mai taare bhi toot te hai toh mai aasu sambhalu he kyu Mai yeh bhi na jaanu ki koun hai tu toh phir meri yaadon mai hai kyu Toota sitara hai khwaab bhi mere hai phir bhi mai khush na houn Hasta Mai houn par yeh kalam ka dukh bhi hota bekabu he yuh Yeh toh na jaanu ki kese mai chodo jinhone hai choda mujhe Khuda se bhi mangi thi dua par shayad farak bhi na padta usse Kese Mai pochu yeh girte hai aasu jab bhi maine gaane likhe Apno se kari thi aasha par unne bhi mujhko bahane diye Lapata lapata lapata Houn kaha yeh toh mai janu na Bhagta bhagta bhagta Kho gaya hai mera raasta Hafta hafta hafta Dil par mai rukne ko maanu na Kaapta kaapta kaapta Kalam bhi hai dard yeh jaanta Lapata lapata lapata Houn kaha yeh toh mai janu na Bhagta bhagta bhagta Kho gaya hai mera raasta Hafta hafta hafta Dil par mai rukne ko maanu na Kaapta kaapta kaapta Kalam bhi hai dard yeh jaanta Siyaahi mai dard hai Aur kalam mai himmat Panno Mai dukh hai Aur kitabo mai taqat Isi bahane toh chal raha tha mai iss zameen par Par shayad mai galat shayad na paya mai parakh Keechta jaa raha houn uss manzil pe Joh mujhe pata bhi na meri hai ya nahi Yeh raasta na mera hai yeh shayad khuda ki koi nai saza hai Par chala jata houn mai firbhi uspe bharosa karke Ki iss bar shayad mulakat hogi meri mujhse Yeh rah bhi na meri saza bhi na meri raza bhi na meri Yeh kesa khuda Voh deta hai dard joh ham seh bhi na paate Par mai yaha zinda khada Yaha laasho mai saasein bachi Aur insaano mai na kuch jeene ko bacha Aaj rukta houn bhaag ke shayad isi manzil pe ho mera hi pata Lapata lapata lapata Houn kaha yeh toh mai janu na Bhagta bhagta bhagta Kho gaya hai mera raasta Hafta hafta hafta Dil par mai rukne ko maanu na Kaapta kaapta kaapta Kalam bhi hai dard yeh jaanta