Sambhal ke chalna yaha pe Yeh dal dal ke hai raste Apno se hai faasle Yaha durse ki toh saas le Jhooti inki baatien aur jhoot mai ham ja fase Khoi khoi raatein aur sapno mai ham ja base Ek minute Ek minute Ek minute Pause pause pause pause Woh feel nahi hai yaar ek take aur vapis se Sambhal ke chalna yaha pe Yeh dal dal ke hai raste Apno se hai faasle Yaha durse ki toh saas le Jhooti inki baatien aur jhoot mai ham ja fase Khoi khoi raatein aur sapno mai ham ja base Jitna tujhe jeena hai Utna he sabko marna yaha Jitna tujhe marna hai Utna he sabko jeena yaha 100 toh hai raaste Umeed ki yeh manzil kaha 100 toh hai kasme Khane wale sooche kaha Itni toh bheed hai phir lagta hai akela kyu Raat ko na soota houn Bistar pe phir kyu leta houn Itne sawal jawab unke janu na Khush na houn khudse yeh sach bhi Mai Manu na Cheekna houn chahta Awaz meri darti hai Kya voh sunega ab meri Ya yeh uski marzi hai Bhag ke hai jana mujhe Pau mere darte hai Kya voh dekhega mujhe Ya raste he manzil hai Ager tu yehi gaane likhta rahega Jiske andar dard hai Toh phir tu khush kese hoyega Tu mujhe bas itna bata Mihir tu khush kab tha Tu khush kab tha Mihir Khush tha Mai tab jab haath tera haatoh Mai tha Khush na houn ab jab Tu mere saath hai na Maa Dekh ab betha houn Mai intezar mai Tujhse Milne ko yeh dil bekarar hai Yaad ati teri yaadon mai base hai ham Rooz raat ko hojati meri aakhe nam Milna na hai chahti kya yeh mera pyaar hai kam Dukh hai chupaya par phir bhi hai yeh gam Kuch sawal mere hai ab bhagwaan se Voh raat ko na sooti hai tu uska dhyaan de Vaada kar tu rakhega usko pyaar se Maa se puch le kya aao uske paas mai Maa se puuch kya mai aau uske paas mai