Kese ham do Saath hi ho Jab Kho diya hai I kissed someone else Phir bhi mai phir bhi mai likhdu yeh gaane ab Ki tu bhi hoye mera aur Dil mai gam baatien kam aakhe nam Saasien band ham khatam Karz hai Lauta bhi de saza na de Na jaane de Chal Chalein Bekhabar mai Aakho Mai bhi dard hai yeh Aahatein hai unsuni Saasein bhi toh (Saasein bhi toh) Khafa khudse houn tujhse nahi Awaze bhi ab puche kyu tu khush nahi Maine bola likhe dard maine kahi Par akele hi toh hote hai sabhi Abhi bachi kafi jaan hai Voh mere baare mai na jaante Mai tha khafa yeh jaan ke Ki pyaar karne wale hi toh jaan le Abhi baccha aur tootna bhi hai Mere gaano mai joh dard usse dhudhna bhi hai Mere asuyo mai nasha usse jhoomna bhi hai Mere tukde baki bache usse churna bhi hai Abhi badalo mai doobna bhi hai Naso mai hai bhare shabd unhe bolna bhi hai Kalai mai joh khoon usse khaulna bhi hai Mere dukh bhare dil ko toh tolna bhi hai Bhari dil bhari baatien maine sab kari Bari bari se hi toot ke kitab bhari Panne fir kafi khali karni puri hai kahani Likhne mai bhi na asani 12 gaane bole baare mai hi mere Faaslo ke hi toh baad hai "akele" Maine kabhi na tha soocha woh sawere Jisme maa ka na ho chehra ab yeh dard bhi hai gehra Tabhi likh raha mai gaane mere liye yahi Yeh voh baatien hai toh maine kabhi na hai kahi Kuch hai yaadien sapno mai hi mulakatien Panno se ham dard baate gaano mai hi ham chilate Kehna seekha na toh haath mai kalam liye Baatien unkahi gaano se hi puri ki hai Phir bhi lagta hai akela mere gaano mai nashe na Mere gaano mai suroor hi hai Mere gaano mai suroor hi hai 12 gaano mai suroor hi hai Mere gaano mai suroor hi hai