Tu hi hai tu hi hai Baatein bhi kam hai na Toh bhi mai toh bhi mai Karke voh thaku na Tu hi hai tu hi hai Baatein bhi kam hai na Toh bhi mai toh bhi mai Karke voh thaku na Kese mai kaato voh raatein jisme tere baare mai baat na ho Kese yeh shaamein guzaru jab yaad mai teri diwaangi ho Fitoor hai tera hi esa haseen lage gar tu khwaab bhi ho Aaja tasveere banadu mey jisme ham dono hi pass mai ho Dhuri se farak kya padhta hai Dhuri se ishq hi badhta hai Teri yeh nazre bhi esi Ki dekhu unhe toh fir dar bhi na lagta hai Faasle kuch bhi na karte hai Faaslo se kyu ham darte hai Dhur rehne se toh yaadien aati Aur yaadon mai gaane ham likhte hai Mehfoos Rakhu teri saari tasveere bhi jisme voh chehra bhi chand lage Mehsoos karu voh mai saarii hi cheeze joh laga tha ab na mehsoos kare Qabool hai saare ab dard joh faaslo ki wajah se mile Ab kyu tu daati jab sari sazaye ham apne hi haath mai le Kitabe banadu Kavita bhi likhdu Mai Tere hi baare mey Shabd kaha Noor yeh tera Bhi itna haseen ki Lavz mile na Joh jayaz yaha Insaaf bhi kese Kalam yeh karega Hai pass mai mere Mojood tu na Koshish hai meri Ki dhori ho jab bhi Yeh gaana sune tu Ho tu na khafa Tu hi hai tu hi hai Baatein bhi kam hai na Toh bhi mai toh bhi mai Karke voh thaku na Tu hi hai tu hi hai Baatein bhi kam hai na Toh bhi mai toh bhi mai Karke voh thaku na Tu hi hai tu hi hai Baatein bhi kam hai na Tu hi hai tu hi hai Baatein bhi kam hai na Toh bhi mai toh bhi mai Karke voh thaku na Tu hi hai Tu hi hai baatein bhi