Mai Yeh toh jaanta tha Ki tu bhi ayega na Yehi toh hai saza Khudko badalne ki Par phir bhi houn khada Kare khuda riha Mujhe meri galtiya hi jala rahi Mai yeh toh jaanta tha Haan Maine kya kiya Kisi ki baahon ko Usse bhulane diya Voh ghar pe beth ti thi Meri voh yaadon mai hi Aur maine kya kiya Kyu usse dil diya Maafiya bhi kafi na lage usse meri Han mai yeh jaanta zarurat usse dil ki Dhoke mai rehke bhi voh rehti hi thi mere hi Voh bas sooche mai hojau na khafa kabhi Yeh maine kya kiya Yeh maine kyu kiya Kyu usse tod diya Jisne hai dil diya Yeh maine kya kiya yeh maine kyu kiya Kyu usse chod diya Yeh meri galtiya Toh ab mai likhta houn Tujhe raza hai meri Dede sazaye saari Joh mujhe milni thi Na tujhko tookunga mai Na khudko rokunga mai Pata hai ab mujhe Akelapan kya hai Voh fir bhi mujhko maaf karne hi toh ayegi Voh firse mere saath hi toh muskurayegi Aur voh yeh kyu kare Dil ko voh kyu hi rooke Jab Galtiya hai meri Sazaye voh kyu sahe Yeh maine kya kiya Yeh maine kyu kiya Kyu usse toda maine Jisne hai ghar diya Yeh maine kya kiya yeh maine kyu kiya Kyu yeh bhula diya Jisne tha dil diya